Friday, January 22, 2010

Evergreen Love Songs Collection Download Video And MP3: Dil Todne Waale Tujhe Dil

Evergreen Love Songs Collection Download Video And MP3: Dil Todne Waale Tujhe Dil

Dil Todne Waale Tujhe Dil


Movie : Son of India (1962)

Song : Dil Todne Waale Tujhe Dil
Movie : Son of India (1962)
Singers : Lata Mangeshkar and Mohammad Rafi
Lyricist : Shakeel Badayuni
Cast : Kamaljit, Simi Garewal, Jayant, Javed Khan
Music Director : Naushad
Producer Director : Mehboob Khan

LYRICS ;-
dil todne waale
tujhe dil dhoond raha hai
tujhe dil dhoond raha hai
awaaz de tu kaun si nagri
mein chhupa hai
dil todne waale

tu hum ko jo mil jaaye to
haal apna sunaaye
khud roye kabhi aur
kabhi tujh ko rulaaye
kabhi tujh ko rulaaye

wo daag dikhaaye jo hamen
tune diya hai
aye dil ke sahaare tujhe
dil dhoond raha hai
tujhe dil dhoond raha hai
seene mein teri yaad ka
toofan utha hai
aye dil ke sahaare

dil mein to ye hasrat hai
tere paas main aaun
nazron se gira hoon to
nazar kaise milaaun
nazar kaise milaaun

badnaam hoon nakaam hoon
kya mujh mein raha hai
aye dil ke sahaare
tujhe dil dhoond raha hai
tujhe dil dhoond raha hai

dikhla ke kinaara mujhe
mallaah ne loota
kashti bhi gayi haath se
patwaar bhi chhoota
patwaar bhi chhoota

ab aur na jaane meri
taqdeer mein kya hai
dil todne waale
tujhe dil dhoond raha hai
tujhe dil dhoond raha hai

bechain udhar tu hai
to majboor idhar hum
baithe hain chhupaaye hue
ashqon mein tera ghum
ashqon mein tera ghum

har chot ubhar aayi hai
har zakm hara hai
dil todne waale
tujhe dil dhoond raha hai
tujhe dil dhoond raha hai..

A very pleasant song in the voice of Lata Mangeshkar &.Mohammad Raf It is picturised on Kamaljit and Kumkum where Kumkum is singing this song in a show.

Sajid Khan (born 28 December 1951 in Mumbai, India) is a former Indian actor not to be confused with being the brother of Farah Khan. He is the adopted son of Indian film producer Mehboob Khan, founder of Mehboob Studios, in India.
Sajid made his acting debut at the age of six in his adopted father Mehboob Khan's Oscar-nominated 1957 film Mother India where he played the younger version of the character played by Sunil Dutt. dil He also acted in Mehboob Khan's last directorial venture Son of India in 1962.
STORY ;- It is the story of a boy who, in his search for his father, went hungry for days but never thought of stealing or begging. It is the story, not of a Paragon of Virture, but those footpath schools where the Devil himself teaches sinful trades to friendless, homeless and hungry children like Gopal.But Gopal had only his mothers teaching to lean upon.His father was one of those playboys who run into debts and, then fall into the hands of Sharks like Jang Bahadur. He married Kamla only to get rich, but in her he found such devotion and love that he was ashamed of himself. The unfortunate man left a good home, a good wife and dear little son - Gopal - and became a reculse, with eternal sorrow as his only companion.SON OF India is the story of a fearless boys faith in God...
Category: People & Blogs
Tags:
dil todne wale lata mohammad rafi 1962 son of india naushad shakeel badayuni mehboob khan mastkalandr kumkum hindi old is gold bollywood