Saturday, March 28, 2009

Tera Jalwa Jisne Dekha Wo Tera Ho Gaya..



Cast: Mala Sinha, Shammi Kapoor, Raaj Kumar, Kum Kum, Leela Chitnis, Dhumal, Tun Tun, Indu Shivraj
Music Director: Shankar-jaikishan
Director: Naresh Saigal
Producer: Prakash Mehra, F.c.mehra
Lyrics: Hasrat Jaipuri ,shailendra
Year: 1959
Lyrics:
teraa jalawaa jisane dekhaa, wo teraa ho gayaa mai ho gayee kisee kee, koee meraa ho gayaa kyaa
dekhaa thaa tuz mein, dil teraa ho gayaa ye sochate hee sochate, saweraa ho gayaa hai muz mein
bhee ayesaa, anokhaa saa jaadoo jo dekhe wo hotaa hai, dil se bekaaboo lage tose nainaa, to nainaa
naa laage khayaalon mein doobee hoo tere, o baaboo too aayaa to mahafil mein ujaalaa ho
gayaa teree yek zalak ne, wo haalat banaa dee mere tanabadan mein, mohabbat jagaa dee kabhee
bhoolakar to, idhar bah de paanee kinaare pen rahatee hoo, fir bhee main pyaasee ab dil kaa kyo
kare gam gayaa so gayaa bulaatee hain tuz ko, ye aanchal kee chhaiyyaa jaraa muskuraa de, padoo
tore paiyyaa kasam hain tuze dil kee jaana-ye-tamannaa tuze hum ne maanaa hai, apanaa hee
saiyyaa mai akelee aaur teraa jamaanaa ho gayaa

O MOra Nadaan Balma Na Jaane Dil Ki Baat ...



Cast: Mala Sinha, Shammi Kapoor, Raaj Kumar, Kum Kum, Leela Chitnis, Dhumal, Tun Tun, Indu Shivraj
Music Director: Shankar-jaikishan
Director: Naresh Saigal
Producer: Prakash Mehra, F.c.mehra
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Year: 1959








Tags: Ujala Lata Mangeshkar Shankar Jaikishan Raj Kumar Hindi

Friday, March 27, 2009

चिट्ठाजगत संकलक क्या है?: मैं अपना चिट्ठा कैसे बनाऊँ?

चिट्ठाजगत संकलक क्या है?: मैं अपना चिट्ठा कैसे बनाऊँ?

MUJHE KITNA PYAR HAI TUMSE APNE DIL SE HI PUUCHHO TUM ...



Mujhe Kitna Pyaar hai ..Shammi Kapoor & Mala Sinha ,Mahmood
loveing romantic song lyrics Hasrat Jaipuri
sixties movie..

Hindi Lyrics:
Rafi: mujhe kitna pyaar hai tumse
apne hi dil se poochho tum
jisse dil diya hai woh tum ho
meri zindagi tumhaari hai

Lata: mujhe kitna pyaar hai tumse
apne hi dil se poochho tum
jisse dil diya hai woh tum ho
meri zindagi tumhaari hai

Rafi: chaahat ne teri mujhko kuch iss tarah ghera
din ko hai tere charche raaton ko khwaab tera

Lata: tum ho jahaan hai wahi par rehta hai dil bhi mera
bas ek khayaal tera kya shaam kya savera

Rafi: mujhe kitna pyaar hai tumse
apne hi dil se poochho tum
jisse dil diya hai woh tum ho
meri zindagi tumhaari hai

Lata: yeh duniya kaise badali kuch bhi samajh na aaye
kyon kar hue woh apne kal tak the jo paraaye

Rafi: dil ki lagan ho sacchi phir kyon na rang laaye
mere the tum sadaa se par ab kareeb aaye

Lata: mujhe kitna pyaar hai tumse
apne hi dil se poochho tum
jisse dil diya hai woh tum ho
meri zindagi tumhaari hai

Rafi: meri wafa ko ab to tum aazmaana chhodo
dil ko churaake mere aankhen churana chhodo

Lata: mujh ko banaane apna baatein banana chhodo
main kab na thi tumhaari lekin satana chhodo

Rafi: mujhe kitna pyaar hai tumse
apne hi dil se poochho tum
jisse dil diya hai woh tum ho
meri zindagi tumhaari hai

Both: mujhe kitna pyaar hai tumse
apne hi dil se poochho tum
jisse dil diya hai woh tum ho
meri zindagi tumhaari hai

Dil Tera Deewana (Shammi Kapoor & Mala Sinha)



ENJOY ... BARSAT MEI...MALA SINHA AUR SHAMMI KAPOOR KI UCHHAL KUD AUR DHOOM DHADAKA
KE SATH BEAUTIFUL LOVING DUET..., I HOPE YOU WILL LOVE ...

Hindi Lyrics:
Rafi: bijali giraake aap khud bijali se darr gaye
hum saadgi pe aap ki leellaah mar gaye
haaye haaye haaye

Rafi: dil tera deewana hai sanam (2)
Lata: jaante ho tum kuch na kahenge hum (2)
(Rafi: mohabbat ki kasam haaye
Lata: mohabbat ki kasam) (2)

Rafi: dil tera deewana hai sanam (2)
Lata: jaante ho tum kuch na kahenge hum (2)
(Rafi: mohabbat ki kasam haaye
Lata: mohabbat ki kasam) (2)

Lata: pyaar ke albele yeh humsafar
chal denge le jaayega dil jidhar
Rafi: raah mein kho jaayenge aaj to (2)
haaye manzil kahaan hai hume kya khabar
Lata: kuch chaahat ka asar kuch mausam ka asar
Rafi: dil tera deewana hai sanam (2)
Lata: jaante ho tum kuch na kahenge hum ho (2)
(Rafi: mohabbat ki kasam
Lata: mohabbat ki kasam) (2)

Rafi: teri aankhon mein jo suroor hai
saara issi ka to kusoor hai
Lata: saiya anjaane nazre pyaar ki (2)
nadaan yeh dil mera majhboor hai
Rafi: jeevan mein ek baar khud ho jaata hai pyaar
Lata: dil tera deewana hai sanam (2)
Rafi: jaante ho tum kuch na kahenge hum (2)
Lata: mohabbat ki kasam
Rafi: mohabbat ki kasam

Lata: kya kejee koyi mann bhaa gaya
dil mein hamara woh sama gaya
Rafi: hans ke kissi ne dekha ek baar (2)
haaye dil ki muraade koi paa gaya
Lata: saanso mein meethi aag hothon pe meetha raag
Rafi: dil tera deewana hai sanam (2)
Lata: jaante ho tum kuch na kahenge hum (2)
(Rafi: mohabbat ki kasam
Lata: mohabbat ki kasam) (4)

Jeet Hi Lenge Baazi Hum Tum khel adhura chhuute na pyar ka bandan janam ka bandhan tuute na....



Director : Ramesh Saigal
Music Director : KHAIYYAAM
Leading Cast : TARLA, Dharmendra, Abhi Bhattacharya, M RAJAN, Vijayalakshmi, JEEVANKALA, DHUMAL
Film:Shola Aur Shabnam Year : 1961
Hindi Lyrics:

Rafi-Jeet hi lenge baazi hum tum,
khel adhura chhute na Pyaar ka bandhan,
janam ka bandhan,janam ka bandhan toote na
Milta hai jahan dharti se gagan, aao wahi hum jaaye
Tu mere liye,main tere liye - 2 Is duniya ko thhukraayein - 2
Door basaa le dil ki jannat - 2 Jis ko zamaana loote na
Pyaar ka bandhan, janam ka bandhan, janam ka bandhan toote na
Lata- aa aa...pyaar ka bandhan toote na
Rafi- Milne ki khushi na milne ka ghum,
Lata- khatm ye jhagde ho jaaye
Tu tu na rahe, main main na rahu - 2
Ik duje main kho jaaye - 2
Main bhi na chhodu pal bhar daaman - 2
Tu bhi pal bhar ruthe na Pyaar ka bandhan, janam ka bandhan,
janam ka bandhan toote ..

Monday, March 16, 2009

TERI JULFON SE JUDAI TO NAHI MANGI THI QAID MANGI THI RIHAI TO NAHI MANGI THI..





FILM :JAB PYAR KISI SE HOTA HAI ..,is a 1961 Indian Hindi movie, that became a box office hit. Nasir Hussain added production to his duties, in addition to being a writer and a director. It starred Dev Anand and the Nasir Hussain fixture Asha Parekh. Pran played the villain in the film and had Rajindernath in a supporting role.
MOHAMMAD RAFI SAHAB (December 24, 1924 -- July 31, 1980) was an Indian playback singer. He has sung in many Indian languages, including Hindi, Urdu,Punjabi, Marathi and Telugu, but he is chiefly remembered for his songs from Hindi cinema ..


LYRICS:
Teri Zulfon Se Judaai To Nahin Maangi Thi
Qaid Maangi Thi Rihaai To Nahin Maangi Thi

Maine Kya Jurm Kiya Aap Khafaa Ho Baithe
Pyaar Maanga Tha Khudaai To Nahin Maangi Thi
Qaid Maangi Thi...

Mera Haq Tha Teri Aankhon Ki Chhalakti Mai Par
Cheez Apni Thi Parayi To Nahin Maangi Thi
Qaid Maangi Thi...

Chahnewalon Ko Kabhi Toone Sitam Bhi Na Diya
Teri Mehfil Mein Ruswaai To Nahin Maangi Thi
Qaid Maangi Thi...

Dushmani Ki Thi Agar Woh Bhi Nibhata Zalim
Teri Hasrat Mein Bhalaai To Nahin Maangi Thi
Qaid Maangi Thi...

Apne Deewane Pe Itna Bhi Sitam Theek Nahin
Teri Ulfat Mein Buraai To Nahin Maangi Thi
Qaid Maangi Thi...

Sunday, March 8, 2009

YE KISNE GEET CHHEDA YE KISNE GEET CHHEDA..



Movie: Meri Soorat Teri Aankhen (1963) Singer: Mukesh & Suman Kalyanpur
Music: S. D. Burman
Cast: Asha Parekh & Pradeep Kumar
The song is picturised on Pradeep Kumar and Asha Parekh. With the benefit of hindsight,the outdoor location where the song is picturised appear really nice and picturesque location.

Lyrics:
ye kis ne geet chhedaa ye kis ne geet chhedaa
dil meraa naache thirak thirak kis ne geet chhedaa
ye kis ki zulf bikhri ye kis ki zulf bikhri
jag saaraa gayaa mahak mahak kis ki zulf bikhri

chori chori haule haule thandi thandi hawaa aaye
kaliyon ke mukh choome bagiyaa ko sulgaaye
daali daali jaaye lachak lachak kis ki zulf bikhri
ye kis ne geet chhedaa …

tum ne hi kiyaa tonaa tumne jaadoo pheraa
anjaani dagri pe chalaa dekho man meraa
matwaalaa gayaa bahak bahak, kis ne geet chhedaa
ye kis ki zulf bikhri …

ek baazi main ne jeeti ek baazi dil haaraa
mere saajan tere kaaran main ne chhodaa jag saaraa
sang tere chali runak jhunak kis ne geet chhedaa

ye kis ki zulf bikhri jag saaraa gayaa mahak mahak
kis ne geet chhedaa dil meraa naache thirak thirak
kis ne geet chhedaa ye kis ne geet chhedaa ye kis ne geet chhedaa

DUNIYA WALON SE DOOR JALNE WALON SE DOOR..



"Ujala" [1959] is an Indian Hindi film directed by Naresh Saigal. Starring Shammi Kapoor, Mala Sinha and Raaj Kumar. Music is by Shankar Jaikishan.....
Cast: Mala Sinha, Shammi Kapoor, Raaj Kumar, Kum Kum, Leela Chitnis, Dhumal, Tun Tun, Indu Shivraj
Music Director: Shankar-jaikishan
Director: Naresh Saigal
Producer: Prakash Mehra, F.c.mehra
Lyrics: Hasrat Jaipuri and shailendra
Year: 1959

Mukesh (Hindi: मुकेश ) (July 22, 1923--August 27, 1976) was an Indian playback singer of Bollywood. Along with Mohammed Rafi and Kishore Kumar, he was one of the three leading male Bollywood playback singers from the 1950s to the 1970s.....
Mukesh's son, Nitin Mukesh, was a fairly popular singer in the 1980s and sings mostly devotional religious songs these days. His grandson Neil Mukesh is an upcoming actor who debuted in Johnny Gaddaar which released in September 2007.....

LYRICS:
Duniya Waalon Se Door Jalnewaalon Se Door
Aaja Aaja Chalen Kahin Door ...Kahin Door...Kahin Door

Jo Pyar Ka Jahan Hai, Har Dil Pe Meharban Hai
Kuchh Aur Yeh Zameen Hai, Kuchh Aur Aasmaan Hai
Na Zulm Ka Nishan Hai , Na Gam Ki Dastaan Hai
Har Koi Jisko Samjhe Woh Pyar Ki Zubaan Hai
Duniya Waalon Se...

Ulfat Ki Raagini Mein Mastani Bekhudi Mein
So Jayange Do Dil Ulfat Ki Chandni Mein
Phir Kya Karegi Duniya, Jal Jal Maregi Duniya
Taaron Mein Do Sitare Dekha Karegi Duniya
Duniya Waalon Se...

Haathon Mein Haath Dale Khud Ko Bina Sambhale
Niklenge Hum Jidhar Se Ho Jayenge Ujaale
Chanda Kahega Haskar Seene Par Haath Rakhkar
Woh Ja Rahe Hain Dekho Do Pyar Karne Waale
Duniya Waalon Se...

Saturday, March 7, 2009

MAIN JAB BHI AKELI HOTI HUN YUM CHUPKE SE AAJATE HO...



FILM DHARAMPUTRA,SINGER ASHA BHOSALE, LYRICS SAHIR LUDHYANVI SAHAB
CAST MALA SINHA, REHMAN SHASHI KAPOOR ,MENNA KUMARI
main jab bhi akeli hoti huun, tum chupake se aa jaate ho
aur jhaank ke meri aankhon mein, bite din yaad dilaate ho
bite din yaad dilaate ho
mastaana hava ke jhonkon se har baar vo parde ka hilana
parde ko pakadane ki dhun mein do ajanabi haathon ka milana
aankhon mein dhuaan sa chha jaana saanson mein sitaare se khilana
bite din yaad dilaate ho, bite din yaad dilaate ho
mud-mud ke tumhaara raste mein takana
vo mujhe jaate-jaate aur mera thithak kar ruk jaana
chilaman ke qarib aate-aate nazaron ka taras kar rah jaana
ek aur jhalak paate-paate bite din yaad dilaate ho,
bite din yaad dilaate ho
baalon ko sukhaane ke khaatir kothe pe vo mera aa jaana
aur tumako muqaabil paate hi kuchh sharmaana kuchh balakhaana
hamasaayon ke dar se kataraana, ghar vaalon ke dar se ghabaraana
bite din yaad dilaate ho,
bite din yaad dilaate ho
barasaat ke bhige mausam mein, sardi ki thithurati raaton mein
paharon vo yuun hi baithe rahana haathon ko pakadakar haathon mein
aur la.mbi la.mbi ghadiyon ka kat jaana baaton baaton mein
bite din yaad dilaate ho,
bite din yaad dilaate ho
ro-ro ke tumhein khat likhati huun ro-ro ke tumhein khat likhati huun
aur kud padhakar ro leti huun
haalaat ke tapate tuufaan mein jazbaat ki kashti kheti huun
main jab nhi akeli hoti hun...

KORA KAAGAZ THA YE DIL MERA...




Movie Name: Aradhana (1969)
Singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Music Director: Burman S D
Lyrics: Anand Bakshi
Year: 1969
Producer: Shakti Samanta
Director: Shakti Samanta
Actors: Ashok Kumar, Farida Jalal, Rajesh khanna, Sharmila Tagore, Sujit Kumar
Theme: Love

LYRICS:
Koraa kaagaz thaa ye man meraa
Likh liyaa naam is pe teraa
Suunaa aa.ngan thaa jiivan meraa
Bas gayaa pyaar jis pe teraa

Tuut naa jaaye sapane mai.n darataa huu.n
Nit din sapano.n me.n dekhaa karataa huu.n
Nainaa kajaraare matavaare ye ishaare
Khaalii darapan thaa ye man meraa
Rach gayaa ruup is me.n teraa

Koraa kaagaz thaa ye man meraa
Likh liyaa naam is pe teraa

Chain ga.nvaayaa maine ni.ndiyaa ga.nvaai
Saarii saarii raat jaaguu.n duu.n mai.n duhaai
Kahuu.n kyaa mai.n aage nehaa laage jii naa laage
Koii dush{}man thaa ye man meraa
Ban gayaa miit jaa ke teraa

Koraa kaagaz thaa ye man meraa
Likh liyaa naam is pe teraa

baago.n me.n phuulo.n ke khilane se pahale Tere mere naino.n ke milane se pahale Kahaa.n kii ye baate.n Mulaakaate.n Aisii raate.n Tuutaa taaraa thaa ye man meraa Ban gayaa chaa.nd hoke teraa

Koraa kaagaz thaa ye man meraa Likh liyaa naam is pe teraa

O MERE DIL KE CHAIN CHAIN AAYE MERE DIL KO DUA KIJIYE..






Singer - Kishore Kumar
Song - O Mere Dil Ke Chain
Movie - Mere Jeevan Saathi


O Mere Dil Ke Chain
Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
O Mere Dil Ke Chain

Apna Hi Saaya Dekh Ke Tum
Jaane Jahan Sharma Gaye
Abhi To Yeh Pehli Manzil Hai
Tum To Abhi Se Ghabra Gaye
Mera Kya Hoga Socho To Zara
Haay Aise Na Aanhe Bhara Kijiye

O Mere Dil Ke Chain
Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
O Mere Dil Ke Chain

Aap Ka Armaan
Aap Ka Naam
Mera Fasana Aur Nahin
Inn Jhukti Palkon Ke Siva
Mera Thikana Aur Nahin
Jachta Hi Nahin
Aankhon Mein Koi
Dil Tumko Hi Chahe To Kya Kijiye

O Mere Dil Ke Chain
Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
O Mere Dil Ke Chain

Yun To Akela Hi Aksar
Gir Ke Sambhal Sakta Hoon Main
Tum Jo Pakad Lo Haath Mera
Duniya Badal Sakta Hoon Main
Maanga Hain Tumhe Duniye Ke Liye
Ab Khud Hi Sanam Faisla Kijiye

O Mere Dil Ke Chain
Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
O Mere Dil Ke Chain

Sunday, March 1, 2009

YE KISNE GEET CHHEDA MAN MERA



MERI SURAT TERI ANKHEN (1963)
ASHOK KUMAR, ASHA PAREKH, PRADEEP KUMAR
Music By: S.D.BURMAN
LYRICS : SHAILENDRA
SINGERS : SUMAN KALYANPUR & MUKESH ON ASHA PAREKH & PRADEEP KUMAR