Sunday, March 8, 2009

DUNIYA WALON SE DOOR JALNE WALON SE DOOR..



"Ujala" [1959] is an Indian Hindi film directed by Naresh Saigal. Starring Shammi Kapoor, Mala Sinha and Raaj Kumar. Music is by Shankar Jaikishan.....
Cast: Mala Sinha, Shammi Kapoor, Raaj Kumar, Kum Kum, Leela Chitnis, Dhumal, Tun Tun, Indu Shivraj
Music Director: Shankar-jaikishan
Director: Naresh Saigal
Producer: Prakash Mehra, F.c.mehra
Lyrics: Hasrat Jaipuri and shailendra
Year: 1959

Mukesh (Hindi: मुकेश ) (July 22, 1923--August 27, 1976) was an Indian playback singer of Bollywood. Along with Mohammed Rafi and Kishore Kumar, he was one of the three leading male Bollywood playback singers from the 1950s to the 1970s.....
Mukesh's son, Nitin Mukesh, was a fairly popular singer in the 1980s and sings mostly devotional religious songs these days. His grandson Neil Mukesh is an upcoming actor who debuted in Johnny Gaddaar which released in September 2007.....

LYRICS:
Duniya Waalon Se Door Jalnewaalon Se Door
Aaja Aaja Chalen Kahin Door ...Kahin Door...Kahin Door

Jo Pyar Ka Jahan Hai, Har Dil Pe Meharban Hai
Kuchh Aur Yeh Zameen Hai, Kuchh Aur Aasmaan Hai
Na Zulm Ka Nishan Hai , Na Gam Ki Dastaan Hai
Har Koi Jisko Samjhe Woh Pyar Ki Zubaan Hai
Duniya Waalon Se...

Ulfat Ki Raagini Mein Mastani Bekhudi Mein
So Jayange Do Dil Ulfat Ki Chandni Mein
Phir Kya Karegi Duniya, Jal Jal Maregi Duniya
Taaron Mein Do Sitare Dekha Karegi Duniya
Duniya Waalon Se...

Haathon Mein Haath Dale Khud Ko Bina Sambhale
Niklenge Hum Jidhar Se Ho Jayenge Ujaale
Chanda Kahega Haskar Seene Par Haath Rakhkar
Woh Ja Rahe Hain Dekho Do Pyar Karne Waale
Duniya Waalon Se...

No comments:

Post a Comment