Saturday, June 27, 2009

wahaan koun hai tera musafir jayega kahan..वहां कौन है तेरा मुसाफिर जाएगा कहाँ..




kehte hai gyaani duuniyan hai faani
pani pe likhi likhai hai sab ki dekhi hai sab ki jani haath kisi ke na aai..

Song :wahaan koun hai tera musafir jayega kahan..
Movie : Guide(1965)
Singers : S D Burman
Lyricist : Shailendra
Actors : Dev Anand, Waheeda Rehman, Leela Chitnis
Music Director : S D Burman
Director : Vijay Aanand
Producer : Devanand

It is a title song from the film Guide which was released in the year 1965. The song is in the voice of S D Burman who has also composed music for this song. This soft number is picturised on Dev Anand when was released from a Jail.

Lyrics :-
wahaan kaun hai tera musafir
jayega kahaan
dum le le ghadi bhar
ye chhaiyan payega kahaan

wahaan kaun hai tera musafir
jayega kahaan
wahaan kaun hai tera musafir

beet gaye din
pyaar ke palchhin
sapna bani wo raatein
bhool gaye wo
tu bhi bhula de

pyaar ki wo mulakatein
pyaar ki wo mulakatein
sab door andhera
sab door andhera
musafir jayega kahaan

dum le le dum le le
dum le le ghadi bhar
ye chhaiyaan payega kahaan
wahaan kaun hai tera

koi bhi teri
raah na dekhe
nain bichhaaye na koi
dard se tere
koi na tadpa

aankh kisi ki na royi
aankh kisi ki na royi
kahe kis ko tu mera
kahe kisko tu mera
musafir jayega kahaan

dum le le ghadi bhar
ye chhaiyaan
payega kahaan
wahaan kaun hai tera ho ho musafir
tu jayega kahan

kehte hain gyaani
duniya hai faani
paani pe likhi likhaayi
hai sab ki dekhi
hai sab ki jaani

haath kisi ke na aayi
haath kisi ke na aayi
kuchh tera na mera
kuchh tera na mera
musafir jayega kahaan

dum le le dum le le ghadi bhar
ye chhaiyaan
payega kahaan
wahaan kaun hai tera..

ABOUT FILM GUIDE :-
Guide is a 1965 Hindi film starring Dev Anand and Waheeda Rehman. It was directed by Vijay Anand, who also contributed with the screenplay. The film is based on the critically acclaimed novel, The Guide, by R. K. Narayan, and is widely considered to be one of the masterpieces of the Indian film industry.

The film proved to be a box office hit upon release . This movie proved memorable for its award-winning performances by the lead actors and memorable music by S. D. Burman.

A 120-minute U.S. version was made with additional directing and writing. It was produced by Tad Danielewski[citation needed]. The film was screened at the Cannes Film Festival in 2007, 42 years after its release.
Awards :-
Won
Filmfare Best Movie Award - Dev Anand
Filmfare Best Director Award - Vijay Anand
Filmfare Best Actor Award - Dev Anand
Filmfare Best Actress Award - Waheeda Rehman
Filmfare Best Story Award - R. K. Narayan
Filmfare Best Cinematographer Award - Fali Mistry
Filmfare Best Dialogue Award - Vijay Anand

Nominations
Filmfare Best Music Director Award - Sachin Dev Burman
Filmfare Best Female Playback Award - Lata Mangeshkar
Category: People & Blogs

Tags: wahan koun hai tera devanand burman mastkalandr shailendra wahida rehman 1965 hindi old is gold bollywood

No comments:

Post a Comment